GTA 5 PC Game Free Me Download Aur Install Kaise Kare | Full Version Setup

GTA 5 PC Game Free Me Download Aur Install Kaise Kare | Full Version Setup: Hello dosto agar aapke paas computer ja laptop hai, toh aapne usme gta vice city, gta sanandreas aur gta 4 game toh play ki hogi. But aaj hum in sab game se hundred time better game GTA 5 jani Grand Theft Auto 5 ke baare me baat karenge, aur gta 5 pc game free download aur install karne ke baare me bhi is article me batane ja raha hu.

Gta 5 game ka size bahut jyada hai. Is game ko hum kisi aam computer me run nahi kar sakte. Is game ko run karne ke liye aapke paas ek Best gaming Pc hona chahiye. Agar aapke paas pc nahi hai, aur aap ek budget gaming pc build karna chahte hai, toh aap Budget Gaming Pc Build Kaise Kare post read kar sakte hai.

gta 5 pc game free download kaise kare

Is game ko run karne ke liye kya requirment chahiye, aapko nahi pata, toh main aapko neeche Minimum requirment ke baare me bata deta hu.

GTA 5 Minimum Requirment –

Operating System: Windows 7 / Windows 8 and 8.1 / Window 10 ( 64 Bit )
CPU: Intel Core to Quad 2.4 GHz
RAM: 4 GB
Setup Size: 59 GB
Hard Disk Space: 65 GB

Agar aapke pc ka system minimum requirment se match nahi kar raha, ja fir aapke pc ka system is requirment se kam hai, toh aap ek baar gta 5 game install karke dekh sakte hai. Magar aisa karne se aapko koi error ja fir lag ka samna karna pad sakta hai.

Note. Is Game ko download karne ke liye aapke pass fast internet connection hona jaruri hai, kyuke is game ka size 59 GB ke aas paas hai. Agar aapka Internet slow hoga. Toh aapko isse download karne me kafi time lag jayega.

Jab tak aap gta 5 download karenge tab tak toh GTA 6 bhi aa chuki hogi. Toh Chaliye jyada time na lagate huye jaan lete hai, GTA 5 PC Game Free Me Download Aur Install Kaise Kare Full Version Setup.

GTA 5 Game Download Kaise Kare

1. Sabse pehle aapko par visit karke gta 5 game ke liye search karna hoga. Aap Yaha se Bhi GTA 5 Downloading Link par click karke seedha download page par jaa sakte hai.

2. Jab aap GTA5 ke downloading page par chal jayenge, toh aap neeche scroll kare.

3. Neeche scroll karne ke baad aapko Download ka button milega. Us par click kare.

Ab aapke samne ek page open hoga. Aap usko puri trah open hone de. open hone ke baad woh page apne aap new page par redirect ho jayega.

Fir aapke samne click here to proceed likha aayega us par click karde.

Click karne ke baad aap next page par chale jayenge. usko bhi aapne pura open hone dena hai, open hone ke baad woh dowara new page par redirect ho jayega.

Iske baad page ek baar fir redirect hoga Page 4 Time redirect hone ke baad aapki downloading start ho jayegi.

Aap Gta 5 game page open karne ke liye chrome browser ka istemal kare, aur game downloading ke liye Internet Download Manager ka istemaal kare.

Note. Ye post sirf education purpose ke liye hai. Aap hamesha game ko kharid kar hi play kare.

GTA 5 Game Install Kaise Kare PC Me

Jab aapki game download ho jayegi, fir aapko game install karni hogi, GTA 5 GAME ko Install karna bahut easy hai.

Magar isko aur easy samjhane ke liye main aapko neeche video ka link de raha hu. Aap us Video ko download karke bataye huye steps ko follow karke gta 5 game asani se install kar sakte hai.

Gta 5 Installation Video Link

Agar main aapko yaha par likh kar step by step samjhata hu toh aapko itni ache se samj nahi aayega, aur post bhi bahut long ho jayegi. Is liye maine Aapke saath GTA 5 Installation Video Link share kiya hai. Jiski help se aap video dekh kar game easily install kar sakte hai.

Toh dosto aapko “GTA 5 PC Game Free Me Download Aur Install Kaise Kare | Full Version Setup” post kaisi lagi aap neeche comment karke jarur batana, aur is post ko like aur share jarur kare.

New Latest Updates Apne Email Inbox me pane ke liye aap BLogForIndia Blog ko subscribe kar sakte hai. Agar aapke pc me game karte samay koi error aaye toh aap neeche comment me bata sakte hai.

वैशाली

वैशाली लखनऊ उत्तर प्रदेश से हैं। वह शिक्षा के क्षेत्र से जुड़ीं हैं, और लोगों के साथ ज्ञानवर्धक जानकारी साक्षा करने में रूचि रखतीं हैं। इनके काफी लेख इन्टरनेट पर प्रकाशित हो चुके हैं।

Comments (22)

Leave a Comment