Youtube Video Download Kaise Kare | OGYoutube App

Youtube Video Download Kaise Kare | OGYoutube App: Is Post Me Hum Janege OG Youtube App Ke Baare Me Jo Bilkul Original Youtube App Ki Trah Hi Hai Bas Farak Sirf Itna Hai Isme Aapko Bahut Saare New Feature Milte Hai Jo Isko aur bhi khaas bana dete hai.

Youtube Video Download

Yeh Youtube App ka ek Modifiy Version hai jiska name Og Youtube Hai Aapne pehle bhi bahut saare apps  ke modifiy version dekhe aur use kiye honge unme se ek hai Gb Whatsapp.

OG Youtube App Feature

  • Video Downloading – Yeh Is App ka sabse shaandar feature hai jiski maddad se aap video download kar sakte hai.
  • Only Audio Downloading – Is Feature ki maddad se aap youtyube video ki sirf audio ko download kar sakte hai.
  • Multiple Video Downloading – Isme Aap bahut saari videos ek saath download kar sakte hai.
  • Background Playing – Iske Jariye aap phone me koi kaam karte samay video background me chala sakte hai.

Youtube Video Download Kaise Kare | OG Youtube

1. App Download karne ke liye neeche diye huye link par click kare

Click here to download

2. OG Youtube Download karne ke baad isko install karle.

Note. Agar og youtube me sign in karne ja fir install karne par koi error aa raha ho toh aap is link par click kare

3. Jab aap isme koi video ko play karenge, toh video ke neeche aapko Downlod Button dikhayi dega. Aap us par click karke video ko asani se download kar sakte hai.

2ND Method

Iske ilawa bhi ek aur method hai jiski help se aap bina koi software ke bhi youtube videos download kar sakte hai. Iske liye aapko youtube video ko apne browser me open karna hai. Open karne ke baad video url me youtube ke aage double ss type karni hai.

Example – 

  • Real URL – https://www.youtube.com/watch?v=ZrHgGDBa5Jo
  • After URL – https://www.ssyoutube.com/watch?v=ZrHgGDBa5Jo

4. SS Type karne ke baad enter press kare. Fir aapke samne ek new website open hogi.

5. Fir aapko video qwality select karke. download button par click karna hai. Iske baad video download hone lag jayegi.

Og Youtube App Rooted And Non Rooted Dono User ke liye available hai Aap isko download karke ek baar try jarur kare. Agar aapko og youtube app install karne ja fir use karne me koi problem aa rahi ho toh comment karke puch sakte hai.

Aapko Youtube Video Download Kaise Kare | OGYoutube App post achi lagi toh isko apne friends ke saath share jarur kare, aur new latest updates ki jankari email me pane ke liye aap is blog ko subscribe kar sakte hai.

वैशाली

वैशाली लखनऊ उत्तर प्रदेश से हैं। वह शिक्षा के क्षेत्र से जुड़ीं हैं, और लोगों के साथ ज्ञानवर्धक जानकारी साक्षा करने में रूचि रखतीं हैं। इनके काफी लेख इन्टरनेट पर प्रकाशित हो चुके हैं।

Leave a Comment