Computer Internet Ko Mobile Me Share Kaise Kare

Computer Internet Ko Mobile Me Share Kaise Kare: Aapko Mobile Par Chal Rahe Internet Ko Pc Par Share Karna To Aaata Hi Hoga Magar Pc Aur Laptop Ke Internet Connection Ko Mobile Par Share Karna Sahid Hi Kisi Ko Aata Hoga To Aaj Ham Uske Baare Me Hi Janege ke Kaise Computer Par Chal Rahe Internet Ko Android Phone Par Share Kare.

computer internet share kaise kare

Iski Jarurat Tab Hoti Hai Jab Kisi Computer Ja Fir Laptop Me Wifi Chal Raha ho Toh Aapko Password nahi Pata Ho Toh Aaap Without Password Ke Pc par Chal Rahe Wifi Internet Ko Apne Android Mobile Par Chala Sakte Hai Toh Chaliye Ab Jaan Lete Hai Ke Pc Par Chal Rahe Internet Connection Ko Kaise Share Kare Apne Android Smartphone Par.

Computer Internet Ko Mobile Me Kaise Share Kare

1. Apne Android Phone Ko Pc Se Usb Cable Se Connect Kare.

2. Connect Karne Ke Baad Mobile Me Neeche Batayi Settings Me Jaye.

Settings – More – Usb Internet Par Click Kare.

3. Fir Jo Window Aapke Pc Me Hai Usko Select Karke Next Par Click Kare.

Select pc system Version

Next Par Click Karne Ke Baad Aaapke Samne Kuch Step Aayege Unko Pc Me Follow Kare.

Pc settings

6. Pc Me Control Panel Ko Open Kare Fir Network And Sharing Center Par Click Kare  Uske Baad Right Side Me Change Adapter Settings Par Click Kare.

7. Jis Network Se Aapke Pc Par Internet Chal Raha Hai Us Par Right Click Karke  Proprties Par Jaye.

Share Internet To Mobile

8. Sharing Tab Par Click Karke Allow Other Network user To Connect Through This Computer’s Internet Connection Par Tick Karke Ok Par Click Kare Uske Baad Mobile Me Done Button Par Click Kare Fir Aapka Phone Pc Se Connect Ho Jayega Aur Aap Pc Me Chal Rahe Internet Ko Mobile Par Access Kar Sakte Hai.

Aapko Pc Aur Laptop Ke Internet Ko Mobile Me Kaise Share Kare Post Kaisi Laggi Comment Karke Jarur Btaye Agar Koi Problem Aa Rahi Ho Toh Comment Karke Puch Sakte Hai.

Agar Aapko Computer Internet Ko Mobile Me Share Kaise Kare Post Achi Laggi Toh Isko Share Aur Like Jarur Kare New Latest Updates Apne Email Me Paane Ke Liye Subscribe Jarur Kare.

वैशाली

वैशाली लखनऊ उत्तर प्रदेश से हैं। वह शिक्षा के क्षेत्र से जुड़ीं हैं, और लोगों के साथ ज्ञानवर्धक जानकारी साक्षा करने में रूचि रखतीं हैं। इनके काफी लेख इन्टरनेट पर प्रकाशित हो चुके हैं।

Comments (29)

  1. Sir main mere office me proxy server se pc me net chalata hu aur mere pass Samsung galaxy duos 2 model no-GTS7582 hain kya main Usb cable se Internet share kar sakata hu pleae help kijiye?

    Reply
  2. Sir main mere office me proxy server se pc me net chalata hu aur mere pass Samsung galaxy duos 2 model no-GTS7582 hain kya main Usb cable se Internet share kar sakata hu pleae help kijiye?

    Reply
  3. sir mere mob. me last me satting ka option hi nahi aa raha hai to me kaise internet kaise chalaoo mere pe micromax Q324 mob. hai
    please reply me

    Reply
    • aapko mobile me setting open karni hai uske baad aapko ek more ki option dikhegi us par click karna hai. Setting sabhi mobile me hoti hai.

      Reply
  4. sir mere mob. me last me satting ka option hi nahi aa raha hai to me kaise internet kaise chalaoo mere pe micromax Q324 mob. hai
    please reply me

    Reply
    • aapko mobile me setting open karni hai uske baad aapko ek more ki option dikhegi us par click karna hai. Setting sabhi mobile me hoti hai.

      Reply
  5. Dekhte hai sir pehle iska prayog kar lete hai.
    College ke computer me wifi se speed net chalta hai.
    Mai chahta hun ki us computer ke net se mobile me fast internet chala sakoon .bas yahi pata karna hai..
    Agar ye safal hota hai to aapko thanks kahne ke liye words kam par jayega……….

    Reply
  6. Dekhte hai sir pehle iska prayog kar lete hai.
    College ke computer me wifi se speed net chalta hai.
    Mai chahta hun ki us computer ke net se mobile me fast internet chala sakoon .bas yahi pata karna hai..
    Agar ye safal hota hai to aapko thanks kahne ke liye words kam par jayega……….

    Reply

Leave a Comment