Live Traffic Feed Yeh Ek Aisa Feature Hai Jo Hume Apni Blog Ja Website Par aane wale Visitor Ki Jaankari Deta Hai. Iski Maddad Se Aap Apne Visitor Ki Location, Country Aur Visitor Kis Ke Jariye Hamari Site Par Aaya Hai Aur Vistor Ke Aane Ka Time Jaisi Jaankari Pata Kar Sakte Hai Aap Live Traffic Feed Ko Apne Blog Ya Fir Website Me Laga Le Jab Koi Bhi Aapki Blog Ja Fir Website Par Aaayega Usko Bhi Aapke Blog Par Aane Wale Visitor Ki Jaankari Show Hogi. Iske Liye aapko Bas Ek Widget add Karna Hoga Apni Blog Me To Chaliye Dekhte Hai Live Traffic Feed Ko Blog Par Kaise add Kare.
Blog Me Live Traffic Feed Kaise Lagaye
1. Personalize Your Feedjit isme Aap Live Traffic Feed Box Ko Cutomize Kar Sakte Hai.
2. Blogger Blog Ko Select Kare Fir Uske Baad Go Par Click Kare.
Fir Aapke Samne Kuch Aisi Window Khulegi.
2. Fir Waha Par Ek Code Hoga Jaisa Picture Me Dikh Raha Hai Usko Copy Karle Copy Karne Ke Baad usko Blogger Me Lagana Hoga.
3. Blogger Me Code Lagane Ke liye Blogger Ke Dashboard Me Layout Par Click Karke Add a Gadget Par Click Kare.
4. Fir Ek PopUp Window Khulegi usme Html/JavaScript Par Click Kare Fir Aapke Samne Ek Box Khulega Usme Code Ko Paste Kare Aur Save Par Click Kare.