Blog Se Paise Kaise Kamaye – Earn Money Online

Blog Se Paise Kaise Kamaye – Earn Money Online How to make money with a blog, matlab Blog se online paise kaise kamaye. Blogging se paise kamane ke bahut saare way hai. Bahut saare log full time blogging karke ache paise kama rahe hai. Daily lakho log blogging me apna career banane ke liye try karte hai, But jyadatar log blogging me success nahi ho pate. Jo hardwork aur lagan se kaam karte hai sirf woh hi blogger success ho pate hai. Is liye agar aap blogging me apna carreer banana chahte hai, toh aapko bahut mehnat aur lagan se kaam karna hoga.

Blog Se Paise Kaise Kamaye Online Earn Money

Blog se paise kamane ke liye aapke blog par Acha Traffic hona chahiye, aur traffic ke liye aapko blog par High Quality And Seo Friendly article Publish karne honge. Jiski maddad se aapko Google Search Engine se acha traffic recieve hoga, aur aapki earning bhi badhegi. Mere kehne ka matlab hai ke sabse pehle aapko apne  blog ka traffic increase karna hoga. Uske baad hi aap blogging se paise kama sakte hai.

Hindi blogger jyadatar adsense Advertisement Progrrame ka istemaal karte hai. Iske ilawa aur bhi bahut saare Ways hai online earning karne ke liye. Jaise Affiliate Marketing, Infolink And Sell Products.

* Internet Se Online Paise Kaise Kamaye – Online Earning
* Free Recharge Kaise Kare Android Phone Me Top 5 App

Agar aap money making blog banana chahte hai, aur aapko blog banana nahi aata toh aap Blog Kaise Banaye ( Create a Blog Website Free ) Post read karke free me blog bana sakte hai.

 

Blogging Se Paise Kamane Ke Treeke

1. Google Adsense – Yeh ek advertisment progrrame hai. Jo ads par click karne ke paise deta hai. Jitne bhi hindi bloggers hai. Woh sab adsense ads hi use karte hai. Agar aapke blog par high traffic ho, aur daily ads par ache click mile toh aapki monthly income lakho me ho sakti hai. But india me adsense low cpc deta hai. Magar aap apni post me high paying keyword use karke is google adsense earning increase kar sakte hai.

 

2. Affliate Marketing –  Agar aapke Blog par acha khasa traffic hai, toh Internet Affiliate Marketing Sabse Best hai. Iski maddad se aap 1 click se $1-50 kama sakte hai. Bahut saare Affliate Progrrame aise hai,  jinki maddad se aap 1 click se $100 bhi kama sakte hai. Magar iske liye aapke blog par traffic high hona chahiye. SEO affiliate, hosting affiliate And Online Shopping Affiliate. Yeh kuch affiliate progrrame hai. Aapko internet par bahut saari affiliate sites mil jayenge.

3. Sell Products –  matlab agar aap offline koi product bechte hai. Aur aapke paas ek aisi blog hai. Jisme traffic acha hai, toh aap woh product Online Sell kar sakte hai. Online product sell karne se aapka product koi bhi kahi se bhi khreed sakta hai, aur iski madad se aapka bussiness bhi kafi grow kar jayega.

* Youtube Se Live Event Stream Kaise Kare

 

Main umeed karta hu aapko “Blog Se Paise Kaise Kamaye – Earn Money Online” post achi laggi hogi. Waise toh internet par bahut saare treeke hai, magar maine kuch easy treeke aapke saath share kiye hai. Jinki maddad se aap online earning kar sakte hai. Agar aapko is post se related koi bhi problem ho toh aap neeche comment me bata sakte hai.

वैशाली

वैशाली लखनऊ उत्तर प्रदेश से हैं। वह शिक्षा के क्षेत्र से जुड़ीं हैं, और लोगों के साथ ज्ञानवर्धक जानकारी साक्षा करने में रूचि रखतीं हैं। इनके काफी लेख इन्टरनेट पर प्रकाशित हो चुके हैं।

Leave a Comment