Google Search Console Me Website Sitemap Submit Kaise Kare

Aaj Main Apko Search console Mein Apni Blog Aur Website Ka Sitemap Submit kaise kare. Iski Jaankari Dunga. Is Se Pehle Wali Post Mein Hamne Apni Blog Aur Website Ko Google Search Engine Me Submit Kaise Kare Iske Baare Mein seekha Tha. Ab Ham Jaanege Ke Apni Website Ka Sitemap google search console me Submit Kaise Kare.

Submit a Sitemap To Google Search Console

Sabse Pehle Jaan Lete Hai Site Map Submit Karne Ka Kya Fayda Hota Hai. Agar Aapne Apni Blog Ja Website Ka Sitemap Google Search Console Me Submit Kar Diya Toh Apki Blog Ki saari Post Aur Page Ko Google search Engine Me Jaldi Index Kar Lega Jiski Maddad Se Aapki Saari Post Google Search Engine Me Asaani Se Show Hone Lagg Jayegi

Blogger Website Sitemap Submit Kaise Kare Search Console Me

1. Google Search Console Ki Site Par Ja Kar Apne Google Account Se Sign In Kare.

2. Fir Waha Par Aapko Apni Site Ka Title Dikhega Us Par Click Kare.

3.Fir Sitemap Par Click Kare.

Sitemap Par Click Kare

4. Fir Agle Page Par Add/Test Sitemap par Click kare.

Add/Test Sitemap Sitemap Submit Kare

1. Add/Test Sitemap Par Click Kare.

2.Fir Box Mein Neeche Diya Huye Link Ko Copy Karke Paste Kare.

Neeche Likhe code Ko Copy kare

atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500

3. Yeh Sab Karne Ke Baad Submit Par Click Kare.

Ab Aapki Blog Ka Sitemap Google Search Console Me Add Ho Chuka Hai.

Note. Yeh Sitemap Sirf 500 Post Ke liye Hai Agar Aapki Site Me 500 Se Jyaada Post Hai Toh Apko Ek Aur Sitemap Submit Karna Hoga. Chaliye Isko Bhi Jaan Lete Hai.

Agar Apki Blog Mein 501-1000 Post Hai Toh Yeh Link Bhi Sitemap Me Add Kare.

atom.xml?redirect=false&start-index=501&max-results=500

Aur Agar Aapki Site Mein 1001-1500 Post Hai Toh yeh Sitemap Bhi Add kare.

atom.xml?redirect=false&start-index=1001&max-results=500

Isi Hi Trah Jaise Jaise Aapki Post Badti Jaaye. Toh Aap Aur Sitemap Submit Karte Jayie Google Search Console Mein.

Ab Aapko Pta Chal Chuka Hai Ke Google Search Console Mein Sitemap kaise Submit Kare. Toh Ab Aap Bhi Apni Website Ja Blog Ka Sitemap Google Search Console Me Add Kare, Aur Apni Website Ko Google Search Engine Me Le Karke Aaye.

Aapko Google Search Console Me Website Sitemap Submit Kaise Kare Post Kaisi Laggi Comment Karke Jarur Btaye Agar Koi Problem Aa Rahi Ho Toh Comment Karke Puch Sakte Hai.

Agar Aapko Yeh Jaankari Achi Laggi Toh Isko Share Aur Like Jarur Kare New Latest Updates Apne Email Me Paane Ke Liye SubScribe Jarur kare.

वैशाली

वैशाली लखनऊ उत्तर प्रदेश से हैं। वह शिक्षा के क्षेत्र से जुड़ीं हैं, और लोगों के साथ ज्ञानवर्धक जानकारी साक्षा करने में रूचि रखतीं हैं। इनके काफी लेख इन्टरनेट पर प्रकाशित हो चुके हैं।

Comments (4)

Leave a Comment