4G Reliance Jio Balance, Data Aur SMS Check Kaise Kare (All USSD Codes)

4G Reliance Jio Balance, Data, SMS etc Check kaise kare Aaj hum is post me janege. Waise abhi toh aapko jio USSD Codes ki jarurat nahi padhegi kyuke abhi sab jio user ko welcome offer ke tehat free calling and unlimited 4G data mil raha hai. Magar 31st December ke baad jab aap jio sim par recharge karwayenge, toh aapko Jio Sim me Balance aur data check karne ke liye USSD Codes Ki jarurat padhegi.

Jio USSD Codes

Toh isliye aaj main aapke saath Reliance Jio Sim mobile USSD codes share karne ja raha hu, jinki maddad se aap balance, data, sms, etc check kar sakte hai.

Free Recharge Kaise Kare Android Phone Me
Top 5 Free Recharge Dene Wale Apps

Waise toh india mein aur bhi bahut saari Network services providers hai. Example – Airtel 4G,Vodafone 4G,Idea 4G etc. jinohne pehle hi 4G service india me shuru kar rakhi hai. Magar Jio 4G ne aate hi un sab ko peeche shod diya hai. Fir chahe woh saste internet plan ki baat ho ja fir high speed 4G ki jio in sab me aage chal raha hai.

Fake Number Se Call Kaise Kare India Me
Airtel Me Free 3G/4G Internet Kaise Chalaye

31st December ke baad bhi agar log isi trah jio ke saath judte rahe toh kuch hi time me jio india ki No. 1 Network Services Provider Company ban jayegi. Magar je itna asaan bhi nahi hai, kyuke jabse jio ne saste internet plan launch kiye hai, tabse hi baaki sabhi companies ne bhi apne plans me fer badal karke users ko apni taraf akarshit karne ka koi mauka nahi shoda hai. Toh dosto ab hum apne aaj ke topic par wapis aate hai aur jaante hai Reliance USSD Codes ke baare me.

Jio Sim All USSD Codes Ki Jankari Hindi Me

1. Check main balance of Reliance  —– *367#  or  *333*1*1*1#
2. Check GPRS or internet balance of Reliance —–  *333*1*3*#
3. Check free SMS balance of Reliance —–   *367*2#
4. Check local call minutes  —–  *367*2#
5. Check Latest Balance information in Reliance  —–  *333*1*2*1#
6. Check VAS balance  —–  *333*1*4*1#
7. Activate miss call alert (charges apply)  —–  *333*3*2*1#
8. Deactivate Miss call alert  —–  *333*3*2*2#

9. Activate Caller Tune in Reliance (charges apply)  —–  *333*3*1*1#10. Deactivate caller tune  —–  *333*3*1*2#

11. Know your Reliance Number  —–  *1#

12. Special deals and discounts  —–  *789#

13. Hot news, my tunes, ring tones  —–  *999#

14. Recharge with scratch card  —–  *368#or *305*<14 digit pin>#

15. Reliance Customer care  —–  *333Or  *369

SMS Ke Jariye

16.  ALL  —–  55100 To get Reliance GPRS setting on your phone

17. MBAL  —–  55333 To Check GPRS data balance 2G or 3G

Toh dosto yeh the jio sim ke ussd codes ab aap sabhi ussd codes try kare, aur apna data, main balance aur sms check karke dekhe. agar inme se koi code work na kare toh aap neeche comment me bata sakte hai. Agar aapko “jio sim me balance aur data check kaise kare” post achi laggi toh isko share aur like karna mat bhuliye.

वैशाली

वैशाली लखनऊ उत्तर प्रदेश से हैं। वह शिक्षा के क्षेत्र से जुड़ीं हैं, और लोगों के साथ ज्ञानवर्धक जानकारी साक्षा करने में रूचि रखतीं हैं। इनके काफी लेख इन्टरनेट पर प्रकाशित हो चुके हैं।

Comments (5)

  1. Hello Sir Muje Ek Help Chahiye Meri eK Website Hai Us Me mujhe Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Batao Na.Me Blog me naya hu pls help me. Post ke liye best keywords kaise praprt kare.

    Reply
  2. Hello Sir Muje Ek Help Chahiye Meri eK Website Hai Us Me mujhe Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Batao Na.Me Blog me naya hu pls help me. Post ke liye best keywords kaise praprt kare.

    Reply
  3. adsense par maine abhi koi post nahi likhi hai. main jald hi adsense account par post likhuga magar abhi ke liye aap google par search kare aapko adsense account banane ke bahut saare tutorial mil jayenge. aur keyword se related maine ek post likhi hai aap usko read kare

    Reply
  4. adsense par maine abhi koi post nahi likhi hai. main jald hi adsense account par post likhuga magar abhi ke liye aap google par search kare aapko adsense account banane ke bahut saare tutorial mil jayenge. aur keyword se related maine ek post likhi hai aap usko read kare

    Reply

Leave a Comment